manavmann.blogspot.com
mann...: November 2007
http://manavmann.blogspot.com/2007_11_01_archive.html
Wednesday, November 14, 2007. Samay, nazar, ehsaas, vatavaram badal jaata hai. Astitav kabhi nahi meet ta,. Jo kisi baat, vishaye, vasto, manushaye ka anth hai. Wahi kisi aur baat, vishaye, vasto, manushaye ki shuroowat. Links to this post. Shitij ki iccha rakhne waala. Aam path chalta nahi,. Kuch adhik lambi hooti raah uski. Par sir par kabhi uske sooraj. Amay phir samay nahi. Gatti uski ban jaata,. Phir ushe waha pohuchane ko. Ayee disha, nayee chunnoti, sthir na rehna. Bas chalte jaana hai.
manavmann.blogspot.com
mann...: March 2008
http://manavmann.blogspot.com/2008_03_01_archive.html
Saturday, March 15, 2008. Chalte hai pathik, ladte hai pathik. Jivan ke bhishan yudh me jhujhte hai pathik,. Saahas ka jivant parichay hote hai pathik,. Kabhi kathinaiyo ka vadh karte hai ye,. To kabhi paristhitiyo se maat khaate hai mere pathik,. Chalte hai pathik, ladte hai pathik…. Yaatra ki madhurta ki mahataa samajhte hai pathik,. Saathiyo ka ek swarnim aavaran bante hai pathik,. Apne sukh dukh se pare sahaj hote hai ye,. Daya aur nidaan ka bimb hote hai mere pathik,. Links to this post. Rote rote h...
manavmann.blogspot.com
mann...: January 2014
http://manavmann.blogspot.com/2014_01_01_archive.html
Thursday, January 2, 2014. Kuch tinke ghash ke. Chalti sadak par Ek ghash oogi. Usme se kuch pero ke neeche aane ko wahi tan gayee. Thodi se usme se, mitti mein mil, mitti hi ban gaye. Kuch beh kar samandar tak pohuchi,. Aur tinka ho kar doobte ka sahara ban gayee. November 5, 2013. Links to this post. Mat ghabrana oh Mann. In akale raasto se,. Inhi raasto se hokar patjhad bhi Bahar ban jaate hai. Chule agar mausam pyaar se to. Sookhi daali bhi poora Gulzar ban jaate hai. October 28, 2013. April 14, 2013.
manavmann.blogspot.com
mann...
http://manavmann.blogspot.com/2014/01/kabhi-yu-hi-kabhi-yu-hi-raat-beraat.html
Thursday, January 2, 2014. Kabhi yu hi raat beraat,. Dustak de jaate hain roshan armano ke bullbule. Khwabo ke meri choti se khidki pe. September 24, 2013. Subscribe to: Post Comments (Atom). Kuch tinke ghash ke Chalti sadak par Ek ghashoogi. Gulzar Mat ghabrana oh Mann inakale raasto se, inh. Kabhi yu hi Kabhi yu hi raat beraat, dustak de jaa. Kaato ki Ninda Kaato ki ninda kyun humkare, unhe . Hosla Hosla ho toh aisa ki phir har baat mein DUM . Zung lagi taar Zungkhate he hai kyun na ho phir ac.
manavmann.blogspot.com
mann...: July 2007
http://manavmann.blogspot.com/2007_07_01_archive.html
Monday, July 16, 2007. Sach ki raah dharonga. Aur ek din apne aap ko. Apne he pairo pe paa loonga. Links to this post. Ookhe darakhtoh pe jhoole nahi hain padte. Par kuch insaan hut kar ishse. Bhav hai rakhte,. Woh patjhud ki raat mein bhi khwab hain gadte. Aur sawan ki pehli koopal se he,. Woh auro se nahi,. Phir bhi auro se hoote. Barsaat unhe bhi ek si bhigaate. Dhoop ek se he hai unhe jalate. Par woh haar mein mooh nahi latkate. Khoone pe nahi hai roote. Links to this post. Shabd bhare hai kanntho tak.
manavmann.blogspot.com
mann...: February 2009
http://manavmann.blogspot.com/2009_02_01_archive.html
Friday, February 20, 2009. Aisa din kabhi na aayega. Kitna baate hain jo tumtak pahoochani hain,. Par tum kahi nahi dikhte, shayad roshni roothi bethi hai mujhse. Nahi padte woh tumpar, nahi dekhpaata mein tumhe. Yeh nahi ki andhera nahi pahoocha sakta tumtak baat humari. Par shayad ab roshni mein dekhne ki aadat se ho gayee hai tumhe. Isi liyea nahi suhata ab andhera. Kitna mann hai tumhe ek baar shakshat dekhne ka,. Par aakhen ittni nishthoor ho gayee hain. Ek tuk bas dekhte rehte ek aur. Ki tum nahi ho.
manavmann.blogspot.com
mann...: February 2008
http://manavmann.blogspot.com/2008_02_01_archive.html
Wednesday, February 27, 2008. Ooth chuka suraj,. Daer kuch baad yeh loh bhi. Woh laambi, roz waali raat aayage. Taakunga daer kuch, 'challae' se chand ko. Phir woh bhi chup jaayaga. Aankh micholi khelne ko. Ushko bhi mera he aasmaa paayeaga. Links to this post. Hyam milan ko baavri,. Chali, shyam milan ko saavri. Rishte naate toad kari. Chali raadha paane ko shyaam hari. Bachpan ki gudiyea, sakhiyea bhali. Chod chali raadha, shyaam ki galli. Mahal, raaj jaha paali badhi. Baag,oojad, sooni gali. Toh phir ...
manavmann.blogspot.com
mann...: August 2010
http://manavmann.blogspot.com/2010_08_01_archive.html
Saturday, August 21, 2010. Mein" - Hawan kund ki aag! Hawan kund ki Aag so, bhabku hoon mein O Dev. Bhasm kar E deh nu, nij mein mila lev. Toh ki he yaa aam ki lakdi. Jal pich, toh ki he yaa raakh hai. Satya iccha ek maatr - toh mein mil jaaon. Baaki saari iccha moh / khaak hai. Tu he daale ghee, aur budhaave E taap na. Mein banu jo dhooni beech beech. Kade bhuj jo aap mein. Baat barabar ek hai - miloon teri he bhaap mein. Maati ko koondo yo jeeme mein. Teri he maati ki dharti so gol hai.
manavmann.blogspot.com
mann...
http://manavmann.blogspot.com/2014/01/kaato-ki-ninda-kaato-ki-ninda-kyun.html
Thursday, January 2, 2014. Kaato ki ninda kyun hum kare,. Unhe toh kudrat ne banaya hi nanhe phoolo ko. Zaalim haatho se toode jaane se bachane ke liyea. Khoot toh hum insaano ki fitrat mein hi hai. April 14, 2013. Subscribe to: Post Comments (Atom). Kuch tinke ghash ke Chalti sadak par Ek ghashoogi. Gulzar Mat ghabrana oh Mann inakale raasto se, inh. Kabhi yu hi Kabhi yu hi raat beraat, dustak de jaa. Kaato ki Ninda Kaato ki ninda kyun humkare, unhe . Hosla Hosla ho toh aisa ki phir har baat mein DUM .
manavmann.blogspot.com
mann...
http://manavmann.blogspot.com/2014/01/hosla-hosla-ho-toh-aisa-ki-phir-har.html
Thursday, January 2, 2014. Hosla ho toh aisa ki phir har baat mein DUM ho. Moothi mein ho Suraj, chahe phir kitna bhi kyun na woh GARAM ho. February 6, 2013. Subscribe to: Post Comments (Atom). Kuch tinke ghash ke Chalti sadak par Ek ghashoogi. Gulzar Mat ghabrana oh Mann inakale raasto se, inh. Kabhi yu hi Kabhi yu hi raat beraat, dustak de jaa. Kaato ki Ninda Kaato ki ninda kyun humkare, unhe . Hosla Hosla ho toh aisa ki phir har baat mein DUM . Zung lagi taar Zungkhate he hai kyun na ho phir ac.