meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: October 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_10_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Tuesday, October 24, 2006. Well said shezzy :D. Kisi baat ka ilm hona aur usko tasleem kerna do mukhtalif batien hain ". Posted by Tauqeer at 2:32 pm. Sunday, October 08, 2006. Thiek hai mai aisa hi kuch kerna chahta tha and sub say behr ker mai Pakistan mai job kerna chahta tha but iska matlab yeh to nahi na k mujhey day and night shifts ki hell mai daal dia jaye! Nahi yeh Pakistan nahi hosaktaaaa:'(. Interesting question....
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: July 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_07_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Saturday, July 22, 2006. Jo jaan jaatey hain, chor jatey hain,. Sitam yeh zamanay say akser hojatey hain,. Taaluq ka naazuq dhaaga toot'ta hai,. Jo hotey hain apnay, anjaan hojatey hain. Posted by Tauqeer at 7:19 pm. Saturday, July 15, 2006. Mujhey dosroun ko itni instructions denay ki itni aadat kion hai :@ :@ kia mai khud buht acha hun? Posted by Tauqeer at 4:04 am. Kuwait City, Kuwait. View my complete profile.
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: August 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_08_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Monday, August 07, 2006. A shair from DM Digital. Khud hi tumhai chak-e-gireban ka sha'oor aajaye ga,. Tum Aa to jao wahan tek, Jahan hum aagye hain. Posted by Tauqeer at 4:01 am. Tuesday, August 01, 2006. Posted by Tauqeer at 3:28 am. Kuwait City, Kuwait. View my complete profile. Def n tely nS@nE. Emotions, sharing and shapes. This work is licensed under a Creative Commons Attribution-NonCommercial-NoDerivs 2.5 License.
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: April 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_04_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Monday, April 24, 2006. Dhondoun to kahan , shaed k ab woh shaks, woh lamha woh haqeqat mere buss mai nahi, laiken ik ehsas zaror hai jo waqt-an fa-waqtan kuch yadoun ko, us guzray pal ko, us soch ko, us yaad ko phir samnay laa khara kerta hai, bhaagoun to kahan? Haan phir wohi waqt, jo sub kuch sahi kerdeta hai , pareshanio ko dur, sochoun ko badal deta hai. uff where im headin with this now.stressssss plz go away lol. Next da...
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: May 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_05_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Tuesday, May 23, 2006. Ab is sey ziada kia hosakta hai, EXAMS! Woh bhi itnay mushkil : ( shaed k meri university life k last exams and hameesha ki terah wohi stress laiken i want better results than hamesha! Aur to aur computer ka monitor urr gya kal ab woh bhi masla ooper say car ki MOT bhi expire hai woh bhi masla, gher ki keys bhi gum hogyi hain aik dafa phir mr F ki mehrbani say! Dekhtay hain kia hota hai :).
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: January 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_01_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Tuesday, January 31, 2006. Abhi kuch der pehlay maine aik movie dekhi, u dont get to see this kinda stuff everyday. Such a strange phenomenon writer wanted to potray, aik larki ki kahani thi, the so called illusionist, pata nahi kuch specific name tha uski bimari ka jo woh lay rehay thaye, but well it was quite touching. Discuss these ideas that time? Kia iska colour red hai ya kuch aur hai? Anyway i dont wana conclude anything...
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: June 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_06_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Wednesday, June 28, 2006. Nikli mai pehn k tere payar wala chola,. Ek dehaktay, barastey, sehra mai. Bhatakti rehi mai charoun aur,. Dil ki galion kay sairab mai. Ik Ik jhonka nishter mehsos huwa,. Aur tu bhi to tha shamil har ki waar mai. Chalti houn, theharti houn, sisakti houn,. Kuch bhi to nahi reha ab mere ikhtayar mai. Kehtay thaye mujhey jo log apna,. Koi bhi to nahi paas ab in halaat mai. Posted by Tauqeer at 6:44 pm.
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: March 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_03_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Friday, March 24, 2006. Bad me , yes me bad, i want to smile but i cant, i want to breath and all i can do is fake, i like to be happy and make people happy around me,i fail and i fail again, it happens to me every year, may be thats what they call self development? Or is it just me again? Isnt it the same lesson i learnt a year ago? What was that again? Dont TRUST, is it? Posted by Tauqeer at 2:39 am. Thursday, March 23, 2006.
meri-dunya.blogspot.com
Meri Dunya: February 2006
http://meri-dunya.blogspot.com/2006_02_01_archive.html
Jab chaho, jo marzi likho, kahien to kuch aisa likhoun jo mai likhna chahoun? Sunday, February 26, 2006. Yeh kia hogya hai mujhey:( kabhi aisa to na tha! Yeh mai kia ker reha hun? Apnay hi banaye principles ko oppose? Khud say larayi hai ya zamanay say ya apne mazhab kay? Yaad hia na mai in sub kuch thiek nahi samajhta! Hum to Muslims hai na, musafir khana hai yeh dunya , phir bhi in mai behlnay ko dil kerta hai? Phir bhi woh sub kernay ko man kerta hai jo sub kertay hain? Yes i do need to do something a...